Munna bhai: Circuit ye boyfriend-girlfriend kya hota hai…
Circuit: Kuch nahi bas larka-larki hote hai jisme ek muskurati hai
Aur ek kharcha karta raheta hai bus.
Pyar vyar tho ek bahana hai.
Ankhen mila na mila lips ko milana hai..
Yehi style hai sab ashiqon ka kya kare yar.
Raj kapur ka nahi Imran Hashim ka zamana hai.
Munna Bhai: Yaar kutte puch kyu hilate hai?Bole toh Dog Tail Shaking why yaar..
Circuit: Common Sense bhai! Ab puch to kutte ko hila nai sakti na!
Tere liye chand kya
Sitaro ko bhi tod dunga
Tu sadhi ke liye ha kaho
Ghar walo ko kya
Ghar wali ko bhi chod dunga