Santa brought his circle of friends to show off his new apartment.
After the grand tour, the visitors were rather perplexed by the
large gong taking pride
of place in the lounge.
What's that big brass gong for?" one of the guests asked.
Why, that's my Speaking Clock" Santa replied.
"How does it work?"
"I'll show you", Santa said, giving the gong an ear-shattering blow
with an unpadded hammer.
Suddenly, a voice from the other side of the wall screamed,
"For God's sake, you *****, it's twenty to two in the morning!!"
Saturday, August 25, 2007
Santa and Bunta
Here are Santa and Bunta..to entertain you.. !!
Enjoy..!
Jasmeet : " What's your excuse for coming home at this time of the
night?"
Santa : " Golfing with friends, my dear."
Jasmeet : " What ? At 2 am ? "
Santa : " Yes, We used night clubs."

Thursday, August 23, 2007
More Funny Shayari
Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,Dost to duniya mein bahut hain magar,Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai
Suna hai asar hota hai baaton mein, Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein,Lekin humse bachkar kahan jaoge, Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein
Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiyeBas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye
Tu te hor kisse di ho gayi ni sannu laake Jhoothe laare,Galiyan de vich rulde phirde ni assi Naina de Vanjaare...
Baanh phad ke rok lende tenu, je sada chalda koi zor hunda,Asin tere layi kyon ronde, je tere varga koi hor hunda...
Adhi raat ik supna aan khloh janda,fir sauna aukha ho janda,pyar tere da dard meri nas nas to janda,saun rabb di main pyar nehi kita, eh pyar taan aap hi ho janda!

Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai,Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai,Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena,Dosti har rishtey se lajawab hoti hai
Ankho me aansuo ko ubhar ne na diya,Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya,Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan,Us raah se kisi ko gujar ne na diya
Unj tenu Rab diya rehmata batheriya,jithe kite jaye galla hundiya ne teriya,Par jinne joge assi unni karange zaroor,Koi saade like sewa hove dasana zaroor

Asi Mobile on rakhya te tere SMS da intzaar kita,Tere laryaan da etbaar kita,Asi call karan lagyaan pal v na layaa,Tusi SMS karan lagyaan nakhra hazaar kita
Khuda se maine ek dua mangi, dua me apni maut mangi,Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi.
Khidki se dekha to raastey pe koi nahin tha,Khidki se dekha to raastey pe koi nahin tha,Raaste pe jaake dekha to khidki pe koi nahi tha
Kalam pharke ohde te kuch likhan lagga, das ohda bholapan likhan ya ohdi chaturai likhan,Dona rahaan te ake mere hath ruk gaye, das ohda pyar likhan ya ohdi judai likhan,Hasse lut ke oh dilan de haal puucchdi, das ohdi majburi likhaan ya bewafaai likhan

Labels:
funny poetry,
funny shayari,
funny urdu shayari,
sher,
shyer,
urdu funny
Heer kahe Raanjhe se,O Sun Mere raanjhnaa!Heer kahe Raanjhe se,O Sun Mere Raanjhnaa!Jhuthe bartanon Ko Tum,Ragad- Ragad Kar Maanjhnaa!
Daulat Aur Sohrat sabke Pas Hai,Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai,Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai,Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki Tum Jaisa Dost Hamare Pas hai
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare, Kare to qayamat tak juda na kare,Yeh mana ki koi marta nahi judai mein, lekin jee bhi to nahi pata tanhai me

Tuesday, August 21, 2007
Nice Ghazal Meri Hathoon Ki Lakiroon Mein Nahi HaiN
Ho ker Zameen Ki, Aasmaan Ki Chaah Kyun Karoon
Main Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyun Karoon
Mujh ko Khabar Hai Judai Tarpayegi Tujhe Har Pal
Is hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyun Karoon
Aman Ko Mere Chot Lagay gi Gar Tu Na Mila Mujhe
Tujhe Apna Bana ne Ki Phir Dua Kyun Karoon
Teri Masoomiyat Ko Rab Ne Banaaya Hai Mohabbat Ke liye
Tujhe Na Chahne Ki Phir Main Khata Kyun Karoon
Teri Meri Qismat Ki Raahain Hain Judaa Judaa
Main Phir Teri Banjanay Ki Aarzoo Kyun Karoon
Meri Hathoon Ki Lakiroon Mein Nahi Hai Naam Tera
Main Tera Naam Apne Naam Se Milanay Ki Justajoo Kyun Karoon
Meri Baatain Tere Dil Mein Hamesha Bass Jaati Hain
Is Baat Ki Khabar Rakh Kar Main Koi Guftagoo Kyun Karoon
Batoon Batoon Main Benaam Fasaanay Banjaate Hain
Aur Aisi Adhuri Kahaani Ko Main Shuroo Kyun Karoon
joo Bhi Jazbaat Hai Dil Mein Dil Tak Mehfooz Hain
Yeh Bataoo Ke Main Unka Zikar Dubara Kyun Karoon
Mana Ke Mohabbat Bhari Nazar Dil Par Gehra Asar Karti Hai
Usay Pyaar Se Dekh Ker Us Par Koi Jaadoo Kyun Karoon
Mere Liye Yeh Mumkin Nahi Ke Main Teri Banjaoun Kabhi
Lekin Main Tujhse Mohabbat Ka Izhaar Kyun Karoon
Itna Dukhaaya Dil Ko Tunay Mere, Itna Rulaaya Hai Mujhe
Sub Kuch Sahoon Phir Bhi Tujhse Bay intiha Pyar Kyun KAROON

Ghazal BAZM-E-YAARAAN
Kuch Tou Ehsaas-e-Ziyaan Thaa Pehley
Dil Ka Ye Haal Kahaan Thaa Pehley
Ab Tou Jhaunkey Se Larz Uthhta Houn
Tishna Khwaab-e-Garaan Thaa Pehley
Ye Alag Baat Ke Gham Raas Hein Ab
Iss Mein Andesha-e-Jaan Thaa Pehley
Ab Bhi Tuu Pass Hey Lekin
Iss Qadar Dour Kahaan Thaa Pehley
Derey Daley Hein Bagaulon Ne Jahan
Iss Taraf Chashma Rawaan Thaa Pehley
Ab Woh Darya, Woh Hasti Na Woh Laug
Kya Khabar Kaun Kahaan Thaa Pehley
Dil Ka Ye Haal Kahaan Thaa Pehley
Ab Tou Jhaunkey Se Larz Uthhta Houn
Tishna Khwaab-e-Garaan Thaa Pehley
Ye Alag Baat Ke Gham Raas Hein Ab
Iss Mein Andesha-e-Jaan Thaa Pehley
Ab Bhi Tuu Pass Hey Lekin
Iss Qadar Dour Kahaan Thaa Pehley
Derey Daley Hein Bagaulon Ne Jahan
Iss Taraf Chashma Rawaan Thaa Pehley
Ab Woh Darya, Woh Hasti Na Woh Laug
Kya Khabar Kaun Kahaan Thaa Pehley
Nice Ghazal
Gazal jo likhi hai par kahoon kay say
Kisi ki baat kisi say kahoon kay say
Teri baat pay chup hai zamana
Teri baat par baat kahoon kay say
Suna hai wo koshiyon k dees say lota hai
Us say gham kay fasanay phir kahoon kay say
Na jaan saka tery dil ki baat ab tak
Tuj say apnay dil ki baat phir kahoon kay say

More Fun
Sardarji ( to doctor ) : ‘Doctor, I have a problem.’
Doctor : ‘What’s your problem?’
Sardarji : ‘I keep forgetting things.’
Doctor : ‘Since when do you have this problem?’
Sardarji : ‘What problem?’
Sharaabi Santa knocks the door of his house. His wife opens the door.
Santa asks: Who r u?
Wife: How dare u forget ur wife?
Santa: Nasha har gam ko bhula deta hai

1980 Girls: maa mei jeans pehanungi
Maa : nahin beti log kya kahengey ?
2006 Girls: maa mein mini skirt pehanungi
Maa: pehen le beti kuch to pehan le!
Pyar main kisi ne dhokha khaya
To kisi ne kasam khai hai
Hum wo majnoo hai
Jis ne sirf laat khai hai

Urdu Fun
Narad muni dharti par madira peene aaye,
12 Botal pilane k baad theke wala: Apko chadhti kyun nahi ?
Narad: Main bhagwaan hoon.
Theke wala: Chad gayi saley ko.
Sardar ki maa: Puttar tujhe yahan se jalandhar jane me to ek din laga par wapas aane me 3 din lag gae wo bhi nai car se?
Sardar: Maa yeh car banane wale bhi pagal hai jane ke liye to 4 gear dete hai par aane ke liye 1 hi gear dete hai.
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo.
Larka lerki se : Janeman is dil mein chali aao
Lerki : Sandle utaron kya?
Larka : Stupid ye mandir nahi hai ayse hi aa jao
Ek aadmi kabr par betha tha.
Musafir ne pucha, dar nahi lagta ?
Aadmi:darne ki kya baat hai ….?
Ander garmi lag rahi thi to bahar aa gaya….!!!!
Sales man : Sir, which shaving cream do u use ?
Customer : Kumar’s.
S.M : Which after shave do y use ?
C : Kumar’s.
S.M : Which tooth paste do u use ?
C : Kumar’s ?
S.M : Which shampoo do u use ?
C : Kumar’s.
S.M : Sir , what is this kumar’s is it an international company ?
C : No, he is my room mate.

Munna Bhai
Munna bhai: Circuit ye boyfriend-girlfriend kya hota hai…
Circuit: Kuch nahi bas larka-larki hote hai jisme ek muskurati hai
Aur ek kharcha karta raheta hai bus.
Pyar vyar tho ek bahana hai.
Ankhen mila na mila lips ko milana hai..
Yehi style hai sab ashiqon ka kya kare yar.
Raj kapur ka nahi Imran Hashim ka zamana hai.
Munna Bhai: Yaar kutte puch kyu hilate hai?Bole toh Dog Tail Shaking why yaar..
Circuit: Common Sense bhai! Ab puch to kutte ko hila nai sakti na!
Tere liye chand kya
Sitaro ko bhi tod dunga
Tu sadhi ke liye ha kaho
Ghar walo ko kya
Ghar wali ko bhi chod dunga

Funny Urud Shayari 1
Har desh ki ek sarhad hoti hain,
Har bachche ki bhi ek zid hoti hain...
Aur kitna intzaar karwaoge,
kanjoosi ki bhi ek had hoti hain....
Mera dil kahta tha telephone karoon,
Mera dil kahta tha telephone karoon,
Magar kambakhto ne conection hi kat diya...
Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
Uski har adaa par ghazal bana denge..
Agar wo aa jayegi mere jindgi me,
To Reliance ki kasam Bihar me bhi Tajmahal bana denge..
Wo hamari zindagi main kuchh is tarah se aaye.
Wo hamari zindagi main kuch is tarah se aaye.
Jaise hare bhare khet main saand ghus aaye.
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak

[Audience: Are bhai, aage bhi to bolo.]
Hawa hi hawa hai.
Voh sadak ke is paar thi, hum sadak ke us par the
kuch hum aage badhe, kuch voh aage badhi
hum kuch aur aage badhe, voh bhi kuch aur aage badhi

ab hum sadak ke us par the, aur voh sadak ke is par thi.
A dost tu bhi likha kar shayari,
Meri tarah tera bhi naam ho jaega...
Jab tujh par bhi padenge ANDE, TAMAATAR,
Shaam ke sabji ka intzaam ho jaega....

Subscribe to:
Posts (Atom)