Monday, February 11, 2008

Funny Poetry

Har yado me usi ki yad rehti hai.
Meri ankho ko usi ki talash rhti hai.
kuch tum b dua kro yaro.
Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai
 
-----------------------------------------------------------------------
 
Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge,
Patjhar mein bhi bhar leke ayenge,
Jab bhi pukarenge aap pyaar se,
Zindgi se saansen udhar leke ayenge…
 
-----------------------------------------------------------------------
 
Thoda socha hai humne ...
thoda jaana hai humne...
Mushkil se magar pehchana hai humne...
Koi aap jaisa na tha na hoga...
isliye dost aapko mana hai humne
 
-----------------------------------------------------------------------
 
Lamhe ye Suhane saath ho na ho,
Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho,
Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi,
Chahe kabhi mulakat ho na ho.
 
-----------------------------------------------------------------------
 
fikr-e-nimaaz rakho balance ki tarah..
Azzan sun ke utho ringtones ki tarah..
Piyara Quran parho sms ki tarah..
buss duniya me bzy mat ho jana network ki tarah..

Saturday, August 25, 2007

Santa and Bunta

Santa brought his circle of friends to show off his new apartment.
After the grand tour, the visitors were rather perplexed by the
large gong taking pride
of place in the lounge.
What's that big brass gong for?" one of the guests asked.
Why, that's my Speaking Clock" Santa replied.
"How does it work?"
"I'll show you", Santa said, giving the gong an ear-shattering blow
with an unpadded hammer.
Suddenly, a voice from the other side of the wall screamed,
"For God's sake, you *****, it's twenty to two in the morning!!"

Santa and Bunta

Here are Santa and Bunta..to entertain you.. !!
Enjoy..!

Jasmeet : " What's your excuse for coming home at this time of the
night?"
Santa : " Golfing with friends, my dear."
Jasmeet : " What ? At 2 am ? "
Santa : " Yes, We used night clubs."

Thursday, August 23, 2007

More Funny Shayari

Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,Dost to duniya mein bahut hain magar,Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai


Suna hai asar hota hai baaton mein, Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein,Lekin humse bachkar kahan jaoge, Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein


Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiyeBas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye


Tu te hor kisse di ho gayi ni sannu laake Jhoothe laare,Galiyan de vich rulde phirde ni assi Naina de Vanjaare...


Baanh phad ke rok lende tenu, je sada chalda koi zor hunda,Asin tere layi kyon ronde, je tere varga koi hor hunda...


Adhi raat ik supna aan khloh janda,fir sauna aukha ho janda,pyar tere da dard meri nas nas to janda,saun rabb di main pyar nehi kita, eh pyar taan aap hi ho janda!

More Funny Shayari

Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai,Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai,Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena,Dosti har rishtey se lajawab hoti hai


Ankho me aansuo ko ubhar ne na diya,Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya,Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan,Us raah se kisi ko gujar ne na diya


Unj tenu Rab diya rehmata batheriya,jithe kite jaye galla hundiya ne teriya,Par jinne joge assi unni karange zaroor,Koi saade like sewa hove dasana zaroor

Loan Articles